Jo lehar na ho toh sagar bhi thehra pani sa aam hota,
Jo phul-phal na ho toh pedh bhi naam ka jatal hota,
Jo nami na ho toh mitti bhi banzar badnam hoti,
Jo jalan na ho toh aag kis kaam hoti,
Jo barf me thandak na ho toh sirf ek sakth pighalne wali pathar saman hoti,
Jo saanse na ho toh jeevan chakra nakam hoti,
Jo tumhare pyaar ki kashish aur junoon na hota toh ye jeevan ka khakh me milna anjam hota.